Thursday, January 6, 2011

"जनमानस कि भागीदारी हेतु ज़िलाप्रशासन,आगरा का एक प्रयास"

ज़िलाप्रशासन आगरा की तरफ से जनपद आगरा के निवासियों से यह अनुरोध किया जाता है की ज़िलाप्रशासन आगरा द्वारा आम जनता से जुड़ने का जो प्रयास किया जा रहा है उसमें अपनी सहभागिता सुनिश्चित करते हुए अपने जनपद को बेहतर बनाने के लिए सुझाव प्रस्तुत करें.
हमारा प्रयास होगा की आपके सुझावों पर अमल करके आगरा शहर को और खुशहाल बनाएं.

5 comments:

  1. Respected Sir,
    Sub:- Sarvajanik Pay Jal Yojana Ka Durupayog hone k sambhand me.

    Mahodaya, apko avgat karana hai ki jo payjal yojana 10000 lit. tank stand post dwara jan upyog k liye chalai ja rahi hai ka purn roop se thekedar dwara durupayog kiya ja raha hai.
    Payjal tank jo sarvajanik jagah par lagaye jane the agyat karano vas vyakti vishesh k gharo k andar water tank lagaye ja rahe hai jisase yojana sarvajnik na rehkar vyakti vishesh ki reh gayi hai jiski sikayat mere dwara apko, commisioner sahab ko, CDO ko avam EE Jal Nigam ko patra ke dwara bhi ki ja chuki hai lekin thekedar ek k baad ek tank manmane tarike se hi laga raha hai.
    Atah apse punh anurodh hai ki thekedar k virudh uchit karyavahi karte hue peyjal yojna ko sarvajanik hi rehne dene ki kripa kar.
    Bhavdiy
    MITHLESH
    gram pradhan ,SINGNA
    Block - Achnera
    Tehsil - Kiraoli (Agra)

    Apki karyawahi k intejar me......

    ReplyDelete
  2. ब्लॉग के मोडरेटर का मेल आईडी भी यहाँ दिखे तो ठीक रहेगा.. whistle blowers को सहूलियत रहेगी और शिकायतकर्ताओं के नाम सार्वजनिक होने से बचेंगे..

    ReplyDelete
  3. Dear ajay g,
    you can call at 8881017150 to clear your doubts.

    ReplyDelete
  4. shikayat per kucch action ho, tabhi blog ka purpose solve ho sakega.

    ReplyDelete
  5. Respected Sir
    I have informed many times 2 u about of me..but no action was taken...
    Shikayat karne ka koi fayada hi nhi h ..
    koi sunta hi nhi..public ki taraf prashasan ka sakaratmak rookh hai hi nhi...public jaaye bhaad me unhe kya...

    Agar aapko is baat se ashamati ho to fir kisi bhi shikayat par turant amal karne ki kripa kare...
    My no is 9690322275
    Mail id amitbhaskar001@yahoo.com

    Light aati nhi h aur bill so aata hi h ...
    sir aap hi batao iska fayada hi kya h..
    wire toote pade rahete h .. lineman sahi karne aate hi nhi h..
    gram pradhan ko bhi soochit kiya gaya h par koi dhyan nhi diya gaya h . poora gaon pareshan h..
    agar sunvai nhi ki gayi to anshan karne par baadhya honge....

    ReplyDelete